Kabhi meetha . Kabhi khara to kabhi thada – garam ye aansu ( tears !)
Bahthe hai har ek mode par Insan ke aansu !
Meethe hai vah Milan ke khushi ke sneh ke aansu !
Khoya jisne nij swajan ko . biraha ke khraa aansu !
Nikal gayee hoge bad-duava bahe honge gram aansu !
Dee hogee kisi ke man ko shanthi , bahe honge thande aansu !
Ban gaya hoga ganga jal sa pavitra prayaschit ka aansu!
Rim-zim baras rahee hai brkha (rain ) ishwar ke khusi ke aansun !
sapoot khoye hai matrubhumi ne maan ( mother ) baha rahee hai aansun !
aankhe baras arhee hai avirat ( constantly ) kab tak bahthe rahenge aansun ?
Godhra ho ya Kaluchak ho netaji ( Indian politician ) baahthe rahenge magar-machchhha (crocodile) ke aansu !
Koi tho jake puchho unhen ponchhe hai akbhi gareb ke sachche aansun ?
iswar de sanmati in rakta ( thirsty of blood ) ke pyason ko !
prabhu aap bhi bahathe rahenge ye rakta ke aansu ?
Sunday, February 7, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment